dard hua tha kabhi.....
ek aur dar le liye aur bhool gaye
us purane dard ko....
Friday, May 31, 2013
dard hua tha kabhi.....
Mistake is never done
Mistake is never done .. it happens.. and you should never worry about that just learn and move forward….
जो नहीं जानते
जो नहीं जानते
वो जाए पाकिस्तान अफाग्गानिस्तान
हो एक बार वाहाँ
समझ जाए कि सनातनियो की
सीमाए और ईमान क्या है....
जिन्होंने ने पेड़ लगाये वो गए काम से
जिन्होंने ने पेड़ लगाये वो गए काम से
बेईमानी खा रहे फल
यही बात है कि सताती है हमेशा
वरना किसको किस चीज का फर्क पडता है ....
Thursday, May 30, 2013
ye khamoshi bhi sath nahi galib...
kabhi socha tha ki koi saath de
kya kare ki ye khamoshi bhi sath nahi galib...
रोज पीता हूँ शराब...
रोज पीता हूँ शराब...
और सोचता हूँ काफ़िर कि कल से नहीं पीऊंगा
पर हमेशा धोखा दे जाता है कल
कि कभी आता ही नहीं
आता भी है तो आज हो जाता है ग़ालिब....
Wednesday, May 29, 2013
tum so jaao ya jagati raho
tum so jaao ya jagati raho ab fark kya padata hai..
tumne mahafil me aa ke kai log ke neend uda diiye....
Friday, May 24, 2013
Khata tumhare bas ki baat nahi....
Khata tumhare bas ki baat nahi....
Jafa.. humare haq ki baat nahi....
bas nikal jaate hai jamane vafa ke liye
ki tumase koi umiid nahi...
Friday, May 17, 2013
gar tu aa jaaye
mushkile kafoor ho gai janebahar jo teri yaad aai...
ye jalime jindagi gunaah maaf kar de shayad
gar tu aa jaaye.....
na tu aai na hi teri yaad aai....
Raat bhar peete rahe hum
ki subah tere aane ke ummid thi..
peete peete gum hua aisa ki
na tu aai na hi teri yaad aai....