Ladate hai hum ... tabhi maze leta hai koi....
samajh log ke hum ek hai to anek hai ...
nahi to astitv mitega humara
aur kuch nahi......
raho to ek nahi to gali do aur nikalo....
Saturday, March 16, 2013
Ladate hai hum ... tabhi maze leta hai koi
Friday, March 15, 2013
इंसानियत पहनावे में नहीं यारो ईमान में होती है....
Topi pahan musalama ho jata hai koi
chola pahan pandit
Kaun samajhaye ki insaniyat
pahanave me nahi eeman me hoti hai...
टोपी पहन मुसलमां हो जाता है कोई
चोले में हो जाता है कोई पंडित
कौन समझाये कि इंसानियत
पहनावे में नहीं यारो ईमान में होती है....
Wednesday, March 13, 2013
ये क्या सूरते हाल बना रक्खा है….
ये क्या सूरते हाल बना रक्खा है….
देश कि न सही कमशाकम अपनी तो सुधारों…..
Tuesday, March 12, 2013
Friday, March 8, 2013
Raat sote kat jaayegi..
Raat sote kat jaayegi..
Din rote....
ki jee lo jindagi
jindagi jeene ki hai
marane ke liye maut kafi hai...
Raat ho gai... ek din fir kata....
Raat ho gai... ek din fir kata....
dua karo dosto ki kal ka din aaccha ho.....
So jaao ki raat sone ke liye hai.....
So jaao ki raat sone ke liye hai.....
Din barabar kar degi.....
Ki raat ko aaraam kar lo...
Thursday, March 7, 2013
Betiyaan pehanati hai ab Lohe ki chudiya...
Betiyaan pehanati hai ab Lohe ki chudiya...
Suno Apani Durbhavana apane paas rakkho
Ab ye lakh ki nahi jo khakh ho jaaye....
Ki ye bhi palat ke vaar karengi
Ye abala nahi amba hai.
inaka bhi astitw hai is jahaan me.
Soch lena kuch bhi galat sochane ya karane se pahale
Ki ya lakh nahi ki khakh ho jaaye....