Wednesday, June 12, 2013

ईमारतें कितनी बड़ी बड़ी

ईमारतें कितनी बड़ी बड़ी

कितने छोटे इंसान और इंसानियत

ए मेरे मालिक तुने क्या बनाया था

और हो क्या गए है ……………..

Saturday, June 8, 2013

chaliye aap kahte hai to so jata hooo

chaliye aap kahte hai to so jata hooo
neend ke ghane aagosh me ho jaata hooo
par intajar karunga aap jaise meharavaano kai
ki raat me saath ka kya din me milane ko hi milana kahate hai.....

khali khali raton se honey lgi ab dosti

khali khali raton se honey lgi ab dosti
ki jahanve bahar aab din ki chakachaundh chubhati hai aankho ko

laga hoo yahi apani firak me

laga hoo yahi apani firak me
kabhi kahi kisi ko samajh aa jaaye
isi ummid me chala jata hoo mai...

जिंदगी फटी जेब हो ऐसा लगता है ग़ालिब

जिंदगी फटी जेब हो ऐसा लगता है ग़ालिब
कुछ भी डालू
फटे हाल तब भी
और अब भी कि फटे हाल ही हो जैसे.......................
---------------------------------------------------------------------शाश्वत श्रीपर्व

gardan kataye javannn...

gardan kataye javannn...
malai khaye haivaaan
kahate hai isi ko rajeneeti bhai....
ki chanayakya ki rajeneet to kab ki
gayabe aam ho gai....

Jab jaroorat thi apane kuch kaha hi nahi

Jab jaroorat thi apane kuch kaha hi nahi
ab kya fayada jab mahafil hi uth gai paravaano ki..........................
------------------------------------------------------------------------------------->Infinity

abhi to din suru hua hai mera

abhi to din suru hua hai mera
raat to kisi aur ke liye hoga galib….....

kab rone ka bakt aa jaaye galib

kab rone ka bakt aa jaaye galib
isliye jab mauka milata hai has lete hai aise hi bina matalab.....
----------------------------------------------------------------------------------> Infinity

Monday, June 3, 2013

नशा था जबतक तो शेर थे हम

नशा था जबतक तो शेर थे हम
उतरा जो तो मजबूर हो गए....
-----------------------------------------------> Infinity