Tuesday, October 2, 2012

Apana apand dharm sambhal le insan yahi sabase bada dharm hai...


Apana apand dharm sambhal le insan yahi sabase bada dharm hai...
doosare ke fate kapade ka mazaak udane se pahale apane kapade see le yahi dharm hai....
aasaan to bahut hai doosare ke galtio ko ubharana par apani galti sudhar log to yahi dharm hai...
bhagawaan ya alla ko to kisi ne dekha na par unaki baate se maan le insan to yahi dharm hai...
sacchai ke saath jindagi jee le insaan to yahi dharm hai.....

No comments:

Post a Comment